Wednesday, 12 April 2017

13 Rajab Jashan Mola Ali Recited By Sain Rehman Baba





Chadar Hazarat Ali A.S ki Aamad pe Faker Sain Rehman Baba ne Jashan ko khususi aqeedat k Fazail sunaye. MashaAllah Mola Hussain Sain Baba ko Shad O Abad Rakhy. Jis jaga tamam momneen ky Peear ho waha un ky saron ki khair ho. Malik Kainat aj k din ky Sadky tamam momneen momnat ko apny apny Gharo, Mohalo, Bastio, Shehro aur Mulko mein Khushyian inayat farmaye aur un pe rehmatoo ka nazool jari o sari kary ameen. 13 Rajab Alam islam mein sab se bara din hy is din Mola Hussain k sadky tamam Mukhlooqat ki arzian Mola A.S apni bargah mein sunta hy Ya Malik hum ko bhi sehat O Salamati ata farma humy deen O Dunya mein kamyabia aur kamrania naseb farma Ameen.  Jashan Mola Ali Recited By Sain Rehman Baba

No comments:

Post a Comment